Phire Faqeera Lyrics – Pagglait | Arijit Singh, Amrita Singh
Phire Faqeera Lyrics is the latest Hindi song of 2021 by Arijit Singh, Raja Kumari & Amrita Singh. This song features Sanya Malhotra and track is from the movie “Pagglait”, presented by Orion Music by Arijit Singh. The lyrics have been penned down by Neelesh Misra and the music is composed by Arijit Singh. Video song is directed by Umesh Bist.

Phire Faqeera Song Info:
Song: | Phire Faqeera |
Movie: | Pagglait |
Singer: | Arijit Singh, Raja Kumari & Amrita Singh |
Lyricist: | Neelesh Misra |
Music Composer: | Arijit Singh |
Cast: | Sanya Malhotra |
Director: | Umesh Bist |
Label: | Oriyon Music by Arijit Singh |
Phire Faqeera Song Lyrics:
Mann Hai Kalandar, Mann Hai Jogi,
Mann Jo Chahe, Mann Ki Hogi.
Phir Kyun Mann Ne Jhooth Ko Pooja
Dukh Takleefain Saari Bhogi.
Kabhi Sadiyaan, Kabhi Lamha,
Kabhi Mushkil, Kabhi Aasaan.
Kabhi Ruthi, Kabhi Jhooti,
Kabhi Poori, Kabhi Tooti.
Kabhi Jugnu, Kabhi Tara,
Kabhi Kam Kam, Kabhi Saara.
Hai Bole Zingdagi Meetha,
Par Iska Swaad Hai Khara.
Ratti Ratti Masha Masha,
Tinka Tinka Tooti Aasha.
Bhole Hai Hum, Samajh Na Paaye,
Duniya Ka Yeh Khel Tamasha.
Ratti Ratti Masha Masha,
Tinka Tinka Tooti Aasha.
Bhole Hai Hum, Samajh Na Paaye,
Duniya Ka Yeh Khel Tamasha.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Rait Mein Dekho Dhoondhe Heera.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Jogi Koi Mantar Jantar,
Jogi Koi Mantar Jantar,
Phoonke Toh Kam Hove Peeda.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Aansu Chandi, Dard Hai Sona,
Dhoop Ka Tukda, Yaad Ka Kona.
Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Mann Kathputali, Mann Hai Khilona,
Le Phirta Rishton Ka Bichona.
Aankhon Main Yeh Jhaank Raha Hai,
Mann Ka Gadariyaan Haankh Raha Hai.
Amrut Becha Karta Tha Yeh,
Zahar Ki Pudiyaan Faankh Raha Hai.
Phenkh Mukhauta, Chehara Dekha,
Bhes Hai Badala Dheera Dheera.
Toote Lafzon Ko Joda Hai,
Kavita Kar Lega Kabira.
Phire Faqeera,
Pagal Phire Faqeera.
Rait Mein Dekho Dhoondhe Heera,
Jogi Koi Mantar Jantar,
Phoonke Toh Kam Hove Peera.
Pagal! Pagal Pagal Pagal
Main Ragreez, Kumhaar Bhi Main Hoon,
Nafrat Main Hoon Pyaar Bhi Main Hoon.
Mujhme Saara Satya Basa Hai,
Kann Hoon, Main Sansaar Bhi Hoon.
Punarjanma Ki Rasma Karenge,
Rooh Ko Apni Bhasma Karenge.
Marghat Mein Bhi Phool Khilenge,
Aisa Koi Tilasma Karenge.
Ratti Ratti Masha Masha,
Tinka Tinka Tooti Aasha.
Bhole Hai Hum, Samajh Na Paaye,
Duniya Ka Yeh Khel Tamasha.
Ratti Ratti Masha Masha,
Tinka Tinka Tooti Aasha.
Bhole Hai Hum, Samajh Na Paaye,
Duniya Ka Yeh Khel Tamasha.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Rait Mein Dekho Dhoondhe Heera.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Jogi Koi Mantar Jantar, Jogi Koi Mantar Jantar,
Phoonke Toh Kam Hove Peera.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Aansu Chandi, Dard Hai Sona,
Dhoop Ka Tukda, Yaad Ka Kona.
Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal Pagal,
Phire Faqeera.
Mann Kathputali, Mann Hai Khilona,
Le Phirta Rishton Ka Bichona.
Khud Ko Toda, Khud Ko Banaya,
Khud Ko Ranga Khud Ko Sajaya.
Khud Ko Sancha Phod Diya Hai,
Khud Ko Phir Se Jod Liya Hai.
Phenkh Mukhauta, Chehara Dekha,
Bhes Hai Badala Dheera Dheera.
Toote Lafzon Ko Joda Hai,
Kavita Kar Lega Kabira.
Phire Faqeera,
Pagal Phire Faqeera.
Rait Mein Dekho Dhoondhe Heera,
Jogi Koi Mantar Jantar,
Phoonke Toh Kam Hove Peera.
Pagal, Pagal, Pagal!