Kaise Kahu Lyrics – Anirudh Sharma | Mrunal Panchal
Kaise Kahu Lyrics is the latest Hindi song of 2021 crooned by Anirudh Sharma, Christina Andrew. This song features Anirudh Sharma & Mrunal Panchal. This is a single track hindi song, presented by Anirudh Sharma Music. Music is composed, written and directed by Anirudh Sharma.

Kaise Kahu Song Info:
Song: | Kaise Kahu |
Singer: | Anirudh Sharma, Christina Andrew |
Lyricist: | Anirudh Sharma |
Music Composer: | Anirudh Sharma |
Cast: | Anirudh Sharma & Mrunal Panchal |
Director: | Anirudh Sharma |
Label: | Anirudh Sharma Music |
Kaise Kahu Song Lyrics:
Kuch baatein ankahi si kehni hai
Dil mein dabi sab kehni hai
Mere yaar, mere yaar
Kitni raaton ki woh baatein hain
Barsaton ki woh raatein hain
Mere yaar, mere yaar
Woh dooriyan hai jo mitani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar, mere yaar, mere yaar
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Muskurahatein woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi
Yeh khwabon ki lakeerein jo dil ko ek kare
Tere ashkon ki kataaron mein yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahun
Kaise kahun, kya karun
Kaise kahun, kya karun
Muskurahatein woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi
Yeh khwabon ki lakeerein jo dil ko ek kare
Yeh lafzon ki khamoshiyan yun kyun hai
Dil mera yun kyun mazboor hai
Mere yaar, mere yaar
Jo lamhe saath guzaare hain
Kasam se bahut woh pyare hain
Mere yaar, mere yaar
Yeh teri aankhon ka suroor hai
Dil ko de sukoon hai
Mere yaar, mere yaar
Har pal tere sang yun hi rehna hai
Kasam se yun hi bas rehna hai
Mere yaar, mere yaar
Woh dooriyan hain jo mitaani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar, mere yaar
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Kya karun, kaise kahu
Muskurahatein woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi
Yeh khwabon ki lakeerein jo dil ko ek kare
Tere ashkon ki kataaron mein yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahun
Kitni raaton ki woh baatein hai
Barsaton ki woh baatein hai
Taaron ke shehar mein
Dabi sabhi woh baatein hai
Ab dil se, sabh main kahun
Haan main kahun, sab main kahun
Haan main kahun, sab main kahun
Haan main kahun
Haan main kahun, sab main kahun
Haan main kahun, sab main kahun